Showing posts with label 2 Lines shayari. Show all posts
Showing posts with label 2 Lines shayari. Show all posts

2 Lines shayari

Hum to kuch der hans lete hein

Hum to kuch der hans lete hein, Dil hamesha udaas rehta hai.

Fasla rakh ke bhi kya hasil hua

Fasla Rakh Ke Bhi Kya Hasil Hua, Aaj Bhi Uska Hee Kehlata Hoon Main.

Zindagi agar asaan hoti

Zindagi Agar Asaan Hoti Toh, Khuda Jannat Ka Waada Nahi Karta.

Yaani Yeh Khamoshi Bhi

Yaani Yeh Khamoshi Bhi Kisi Kaam Ki Nahi, Yaani Main Bayaan Karke Batao Ki Udaas Hoon.

Tere Ishq Mein Jo Bhi Doob Gaya

Tere ishq mein jo bhi doob gaya, Usse duniya ki lehroon se darna kya?

Hum Delhi Bhi Ho Aaye Hain

Hum Delhi Bhi Ho Aaye Hain, Lahore Bhi Ghoome, Aey Yaar Magar Teri Gali, Teri Gali Hai.

Tri Mehfil Mein Reh Gaya

Aaye Bhi Log Baithy Bhi Uth Bhi Kharray Hue, Mein Ja Hi Dhondata Tri Mehfil Mein Reh Gaya

Gunahgaron Ki Terhan

Rehtay Thay Kabhi Jin Ke Dil Mein Hum Jaan Se Bhi Pyaron Ki Terhan, Baithy Hain Inhen Ke Koochy Mein Hum Aaj Gunahgaron Ki Terhan

Aik Mehfil Mein Kayi Mehfilen

Aik Mehfil Mein Kayi Mehfilen Hoti Hain Shareek, Jis Ko Bhi Paas Se Dekho Ge Akela Hoga.

Faaslon Mein Qaid Hain

Kurbateen Hotay Hue Bhi Faaslon Mein Qaid Hain, Kitni Azadi Se Hum Apni Hado Mein Qaid Hain

Mein Sochta Hon Magar

Mein Sochta Hon Magar Yaad Kuch Nahi Aata, Ke Ekhtataam Kahan Khawab Ke Safar Ka Hua

Dil Ke Sheshy Ko

Kis Liye Mohsin Kisi Be Muhar Ko Apna Kahon, Dil Ke Sheshy Ko Kisi Pathar Se Kyun Takraon Main

Meri Samjh Main Nahi Aata

Meri Samjh Main Nahi Aata Ke Main Samajh Kun Nahi Pata, Wo Mera Jo Ik Khawab Tha Ke Haqeeqat Main Nahi Aaata

Ihsas Nahi Tha

Ihsas Nahi Tha K Tanha Ho Aj Kal, Tu Ne Swal Cher Ke Acha Nahi Kia

Dukh Ka Suraj Sar Par Ho

Wo Raatain Chand Ke Sath Gayen Wo Batain Chand Ke Sath Gayen, Ab Sukh Ke Sapne Kya Dekhein Jab Dukh Ka Suraj Sar Par Ho

Tere Zikar Pe Ham

Ab Tere Zikar Pe Ham Baat Badal Dete Hain, Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle

Aadat Hi Bna Li Hai

Aadat Hi Bna Li Hai Tum Ne Tu Munir Apni, Jis Shehr Mein Rehna Uktaye Hoye Rehna

Kitabon Ki Tarah Hai

Kitabon Ki Tarah Hai Wo Bhi, Alfaz Se Bharpur Magar Khamosh

Mujhay Kya Khabar Thi

Bila Ki Chamak Us Ke Chehray Pe Thi, Mujhay Kya Khabar Thi Ke Mar Jaye Ga

Muje Wesa Juda Kar Do

Ik Naqsh Bi Idhar Se Udhar Na Hone Paye, Main Jesa Tmhain Mila Tha Muje Wesa Juda Kar Do