Showing posts with label Mir Taqi Mir. Show all posts
Showing posts with label Mir Taqi Mir. Show all posts

Mir Taqi Mir

Aag thay ibteda e ishq mein

Aag Thay Ibteda e Ishq Mein Hum, Ho Gaye Khaak Inteha Yeh Hai.

Mere Rony Ki Haqeeqat Jis Main Thi

Mere Rony Ki Haqeeqat Jis Main Thi, Ek Muddat Tak Wo Kaghaz Naam Rahe.

Akhir Kaam Tamam Kiya

Ulti ho gai'n sab tadbiren kuch na dava ne kaam kiya, dekha is bimari-e-dil ne akhir kaam tamam kiya.

Hum Jante Tou Ishq Na Karte

hum jante tou ishq na karte kisse ke saath, le jaate dil ko khaak mein is aarzu ke saath.

Woh Tujh Ko Bhuly Hai

Woh Tujh Ko Bhuly Hai To Tujh Pay Be Lazim Hai Mir, Khak Dal,Aag Laga,Naam Na Lay,Yaad Na Kar.

Ab Kar Ke Faramosh To Nashad Karoge

Ab kar ke faramosh to nashad karoge, par ham jo na honge to bahut yaad karoge.

Wafaa Ki Kon Si Manzil Pe

Wafaa ki kon si Manzil pe usne chhoda tha, Ki wo toh yaad hame bhuul kar bi ata hai !

Kabhi Is Dar Kabhi Us Dar

Kabhi is dar, Kabhi us dar, Kabhi teray dar,Kabhi dar badar. Gham e ashiqi tera shukriya, Main kahan kahan say guzar gaya.

Mana Ke Pyar Kisi Ka Mere Paas Nahi - Urdu Shayari

Mana Ke Pyar Kisi Ka Mere Paas Nahi, Magar Tunhein Meri Mohabbat Ka Ehsaas Nahi, Jaane Pee Gaye Hum Kitne Gham E Aansu, Ab Kuchh Aur Peene ...

Jo Is Shor Se Mir Rota Rahega

Jo is shor se Mir rota rahega, to ham-saya kahe ko sota rahega.

Hum Aah Bhi Karte Hai To Ho Jate Hai Badnaam

Hum aah bhi karte hai to ho jate hai badnaam, Wo qatal bhi karte hai to charcha nahi hota.

Na Socha Na Samajha Na Sikha Na Jana

Na socha na samajha na sikha na jana, mujhe aa gaya khudbakhud dil lagana, zara dekh kar apna jalwa dikhana, simat kar yahin aa na jaye zam...

Faqiraana Aae Sadaa Kar Chale

Faqiraana aae sadaa kar chale, Miyaan khush raho ham dua kar chale.

Gham Raha Jab Tak Ke Dum Mein Dum Raha

Gham raha jab tak ke dum mein dum raha, Dil ke jaane ka nihaayat gham raha.

Ibtida-e-Ishq Hai Rota Hai Kya

Ibtida-e-ishq hai rota hai kya, Aage-aage dekhiye hota hai kya.

Hoga Kisi Deewar Ke Saaye Mein Pada

Hoga kisi deewar ke saaye mein pada Mir, Kya kaam muhabbat se us aaram talab ko.

Kya Kahun Tum Se Main

Kya kahun tum se main ke kya hai ishq, Jaan ka rog hai bala hai ishq.

Yaaro Mujhe Maaf Karo

Yaaro mujhe maaf karo main nashe mein hun, Ab do tu jaam khali hi do main nashe mein hun.

Bekhudi Le Gai Kahaan Humko

Bekhudi le gai kahaan humko, Der se intezaar hai apna.

Subah Hoti Hai Shaam Hoti Hai

Subah hoti hai shaam hoti hai, umra yoonhi tamaam hoti hai.