Showing posts with label Bilal Afridi. Show all posts
Showing posts with label Bilal Afridi. Show all posts
Bilal Afridi
Tri Mehfil Mein Reh Gaya
Aaye Bhi Log Baithy Bhi Uth Bhi Kharray Hue, Mein Ja Hi Dhondata Tri Mehfil Mein Reh Gaya
Gunahgaron Ki Terhan
Rehtay Thay Kabhi Jin Ke Dil Mein Hum Jaan Se Bhi Pyaron Ki Terhan, Baithy Hain Inhen Ke Koochy Mein Hum Aaj Gunahgaron Ki Terhan
Aik Mehfil Mein Kayi Mehfilen
Aik Mehfil Mein Kayi Mehfilen Hoti Hain Shareek, Jis Ko Bhi Paas Se Dekho Ge Akela Hoga.
Faaslon Mein Qaid Hain
Kurbateen Hotay Hue Bhi Faaslon Mein Qaid Hain, Kitni Azadi Se Hum Apni Hado Mein Qaid Hain
Mein Sochta Hon Magar
Mein Sochta Hon Magar Yaad Kuch Nahi Aata, Ke Ekhtataam Kahan Khawab Ke Safar Ka Hua
Dil Ke Sheshy Ko
Kis Liye Mohsin Kisi Be Muhar Ko Apna Kahon, Dil Ke Sheshy Ko Kisi Pathar Se Kyun Takraon Main
Meri Samjh Main Nahi Aata
Meri Samjh Main Nahi Aata Ke Main Samajh Kun Nahi Pata, Wo Mera Jo Ik Khawab Tha Ke Haqeeqat Main Nahi Aaata
Ihsas Nahi Tha
Ihsas Nahi Tha K Tanha Ho Aj Kal, Tu Ne Swal Cher Ke Acha Nahi Kia
Dukh Ka Suraj Sar Par Ho
Wo Raatain Chand Ke Sath Gayen Wo Batain Chand Ke Sath Gayen, Ab Sukh Ke Sapne Kya Dekhein Jab Dukh Ka Suraj Sar Par Ho
Tere Zikar Pe Ham
Ab Tere Zikar Pe Ham Baat Badal Dete Hain, Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle
Aadat Hi Bna Li Hai
Aadat Hi Bna Li Hai Tum Ne Tu Munir Apni, Jis Shehr Mein Rehna Uktaye Hoye Rehna
Kitabon Ki Tarah Hai
Kitabon Ki Tarah Hai Wo Bhi, Alfaz Se Bharpur Magar Khamosh
Mujhay Kya Khabar Thi
Bila Ki Chamak Us Ke Chehray Pe Thi, Mujhay Kya Khabar Thi Ke Mar Jaye Ga
Muje Wesa Juda Kar Do
Ik Naqsh Bi Idhar Se Udhar Na Hone Paye, Main Jesa Tmhain Mila Tha Muje Wesa Juda Kar Do
Main Bikhar Gaya Hun
Kisi Ko Mere Haal Se Na Gharz Hai Na Koi Waasta, Main Bikhar Gaya Hun Sameet Lo, Main Bigar Gya Hun Sanwaar Do
Ham Tere Shahr se
Ghar Pohnchta Hai Koi Aur Hamare Jesa, Ham Tere Shehr Se Jaate Hoye Mar Jaate Hain
Ye dil mera hai
Mein Poochta Hun Ye Kaarobar Kis Ka Hai ? Ye Dil Mera Hai Magar Ikhtiyaar Kis Ka Hai?
Tumko barish pasand hai
Tumko barish pasand hai. mujhe barish me TUM, Tumko hasna pasand hai. mujhe hastey hue TUM, Tumko bolna pasand hai. mujhe boltey hue TUM, ...
Hamara haal kia hota
Tumhari bay rukhi par bhi luta di Zindagi hum nay, Agar tum Meharba’n hoty, hamara haal Kia hota.
Kya khoob guzri hogi
Us k dil pe bhi, kya khoob guzri ho gi, Jis ne ik merz ka naam, Muhabbat rakha.
Subscribe to:
Posts (Atom)