Showing posts with label Ahmad Faraz. Show all posts
Showing posts with label Ahmad Faraz. Show all posts

Ahmad Faraz

Tere Zikar Pe Ham

Ab Tere Zikar Pe Ham Baat Badal Dete Hain, Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle

Ruth Jane Ki Adaa Hum Ko Bhi Aati Hai

Ruth jane ki adaa hum ko bhi aati hai Faraz, Kaash hota koi hum ko bhi manaane waala.

Tere naam se pehle pehle

Ab Tere Zikar Pe Ham Baat Badal Dete Hain, Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle.

Tu mohabbat se koi chaal toh chal

Tu mohabbat se koi chaal toh chal, Haar jaane ka haunsla hai mujhe.

Pyaar or muhabbath us dor ki bat hai

Pyar or Mohabat Us Dor Ki Baat Hai Faraz, Jab Makan Kachay Or Log Sachy Hoa Karte Thay.

Kabhi wafa nahi milti

Mohabbat Kar Sakte Ho To Khuda Se Karo Faraz, Mitti Ke Khilonon Se Kabhi Wafa Nahi Milti.

Suna hai zindagi imtihan leti hai

Suna Hai Zindagi Imtihan Leti Hai Faraz, Par Yahan Tu Imtihanon Ne Zindagi Le Li.

Tere Qarib Aa Ke

Tere qarib aa ke badi uljhanon mein hoon, main dushmanon mein hoon ki tere doston mein hoon.

Hum Nay Jis Jis Ko Bhi Chaha

Hum nay jis jis ko bhi chaha teray hijran main wo log, Aatay jatay howay mausum thay,zamana tu tha.

Samundar Meri ankhon se Baha krta hai

Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai, Ek Samundar Meri Aankhon Se Baha Karta Ha. Jab Khizan Aayi Toh Laut Aaye Ga Woh Bhi Faraz, Woh Bahar...

Gairoon Ko Kya Khabar

Apne hi hote hain jo dil pe vaar karte hain, Gairoon ko kya khabar,ke dil kis baat se dukhta hai.

Silsilay Toot Gaye

Silsilay Toot Gaye Woh Sabhi Jaate Jaate, Warna Itnay Toh Marasim The Ke Aate Jaate. Kitna Aasaan Tha Tere Hijr Mein Marna Jaanana, Phir ...

Gham-e-Yaar Ab Kahan

Bujha hai dil to Gham e yaar ab kahan tu bhi, Besaan e naqsh ba deewar ab kahan tu bhi. Baja K chashm e talab bhi hui tahee-keesa, Magar ha...