Showing posts with label bewafa shayari. Show all posts
Showing posts with label bewafa shayari. Show all posts

bewafa shayari

Itne Keemti Bhi Na Thay

Itne keemti bhi na thay tum,  Jitni tumhari keemat chukai hai maine.

Usse Lagtha Tha

Usse lagtha tha ke uski chalakiyaan hume samajh mein nahi aathi'n, Hum baardi khamoshi se dehkthe the, usse aapni nazroon se girte huwe...

Kabhi Yeh Haal Ke Dono Mein Yak Dili Thi

Kabhi Yeh Haal Ke Dono Mein Yak Dili Thi, Kabhi Yeh Marhala Jaise Ke Aashnayi Na Thi.

Ham Tere Shahr se

Ghar Pohnchta Hai Koi Aur Hamare Jesa, Ham Tere Shehr Se Jaate Hoye Mar Jaate Hain

Khushk Honton Pay Hi Hoti Hain

Khushk honton pay hi hoti hain meethi batain, Piyas bujh jaye to lehja bhi badal jatay hain .

Hum ne chaha tum ko

Hum ne chaha tum ko,Tum ne chaha kisi or ko, Khuda kare jis ko tum chaho,Woh chahe kisi or ko.

Aj kaal k dost kaghaz k phool hote hai

Aj kaal k dost kaghaz k phool hote hai, Dekhne mai khushnuma or bewafa zaroor hoti hai.

Hamara haal kia hota

Tumhari bay rukhi par bhi luta di Zindagi hum nay, Agar tum Meharba’n hoty, hamara haal Kia hota.

Pathar ko jante the

Pathar ko jaante they magar poojte rahe, Ehl-e-wafa they aur murawwat ki baat thi.

Wohi kuch log zindagi

Wo jin ko dakh kr Aankhoon mn Roonaq aa jay, wohi kuch loog zindagi Weeraan kr jaty hain.

wo jo be-panah chahty thy

Wo jo be-panah chahty thy, Ab wo panah chahty hain.

Aik bewafa say dosti

Aik Bewafa Say Dosti Laga Kar Ro pary, Usy Dubara Dekh Kar Khushi Say Ro pary. Woh To Dost Ke Shakal Main Tah Hi Bewafa, Usy Apna Dil Day...

Tera zikar meri kitab mein

Kisi Harf Mein Kisi Bab Mein Nahi Aye Ga, Tera Zikar Meri Kitab Mein Nahi Aye Ga.

Tere naam se pehle pehle

Ab Tere Zikar Pe Ham Baat Badal Dete Hain, Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle.

Ankhon main ronaq ajay

Wo jin ko dakh kr Aankhoon mn Roonaq aa jay, wohi kuch loog zindagi Weeraan kr jaty hain.

Shikwa nahi ha

Shikwa Nahi Ha Teri Raqeeboo say dosti ka, Par mara Hansta basta howa ghar weeran ho gaya.

Rehte the kabhi jin ke dil mein

Rehte the kabhi jin ke dil mein hum Jaan se bhi pyaaron ki tarah, Baithe hain unhi ke kooche mein hum aaj gunehgaaron ki tarah.

Kabhi wafa nahi milti

Mohabbat Kar Sakte Ho To Khuda Se Karo Faraz, Mitti Ke Khilonon Se Kabhi Wafa Nahi Milti.

Baat yeh Hai Ke Log Badal Gaye

Baat yeh hai ke log badal gaye hain, Zulm yeh hai ke woh maante bhi nahi.

Tumhare naam karte hain

Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam Karte Hain, Suna Hai Be-Wafa Ki Be-Wafa se Khoob Banti Hai.