Showing posts with label Mirza Ghalib. Show all posts
Showing posts with label Mirza Ghalib. Show all posts

Mirza Ghalib

Yeh Mohabbat Aesa Munfarid Khel Hai

Yeh Mohabbat Aesa Munfarid Khel Hai Ghalib, Jo Seekh Jaata Hai Woh Haar Jaata Hai.

Do Pal Bhi Na Mile Mohabbat Ke

Do Pal Bhi Na Mile Mohabbat Ke Humein Ghalib, Aur Badnaam Aese Huye Jaise Mohabbat Maine Ejaad Ki.

Sukoon Aur Ishq

Sukoon Aur Ishq, Woh Bhi Dono Ek Saath, Rehne Do Ghalib Koi Aqal Wali Baat Karo.

15 Most Popular Sher Of Mirza Ghalib

Aashiq hoon pe maashooq-farebi hai mira kaam majnuun ko bura kahti hai laila mere aage Ishq ne ‘Ghalib’ nikamma kar diya varna ham bhi...

Aage aati thi haal-e-dil pe hansi

Aage aati thi haal-e-dil pe hansi ab kisi baat par nahi aati

Aaye hai be-kasi-e-ishq pe

Aaye hai be-kasi-e-ishq pe rona ‘Ghalib’ kis ke ghar jaayega sailaab-e-balaa mere baad

Aaina dekh apna sa munh le ke rah gaye

Aaina dekh apna sa munh le ke rah gaye saahab ko dil na dene pe kitna guruur tha

Apni gali men mujhko na kar dafn

Apni gali men mujhko na kar dafn baad-e-qatl mere pate se khalq ko kyuun tera ghar mile

Is Qadar Toda Hai Mujhe - Bewafa Shayari

Is qadarr toda hai mujhe uss ke bewafai nay ghalib, Ab koi pyar se bhi dekhe to bikhar jata hoon mein.

Royenge Hum Hazaar Baar

Dil hi to hai na sang-o-khisht,dard se bhar na aaye kyun, Royenge hum hazaar baar,koi humein sataaye kyun.

Kitni Ajeeb Hai Nekiyon Ki Justuju

Kitni ajeeb hai nekiyon ki justuju Ghalib, Namaz bhi jaldi mein parhte hain phir se gunah karne ke liye.

Yaqin Hai Hamko Bhi Lekin

bahot sahi gam-e-geti sharab kam kya hai, gulam-e-saqi-e-kausar hun mujhko gam kya hai, tumhari tarz-o-rawish jante hain ham kya hai, raqib ...