Mein Hara Nahi Thora Thak Gaya Hoon

Mein hara nahi thora thak gaya hoon,
Maine hosla chora nahi thora toot gaya hoon.
Kabhi kabhi lagta hai ke halaat nahi,
Main hi khud mein bikhar gaya hoon.