Na Diid Hai Na Sukhan Ab

Na diid hai na sukhan ab,na harf hai na payaam.
Ko’ii bhii hiila-e-taskin nahi,aur aas bahut hai Ummid-e-yaar,
nazar kaa mizaaj,dard kaa rang,
Tum aaj kuch bhii na puucho ke dil udaas bahut hai.