Muhabbat mukkadar hai

Muhabbat mukkadar hai.. Ek Khwab nhi,
ye wo rishta hai jisme sab kamiyab nhi.
jinhe mila saath unhe ungliyo pe gin lo,
or jinhe mili judai unka koi heesab nhi.