Mohabbat Par To Asar Adaao Ka Hota Hai

Fiza par to asar hawao ka hota hai,
mohabbat par to asar adaao ka hota hai,
koi aise hi kissi ka diwana nahi hota,
kuch kasoor to nigaho ka bhi hota hai.