Zid kia karta tha - Bewafa Shayari

Mila ke hath ik roz khud hi daman chura liya usne humse,
Wohi shakhs jo kabhi aaghosh mein sony ki zid kia krta tha.