Milna tha bas ek baar tumse

Milna tha bas ek baar tumse, 
Dekhna tha bas ek baar tumhein, 
Haath thaamna tha bas ek baar tumhara. 
Par tum uske liye bhi nhi aaye, 
Itna bhi haq nhi tha kya humara?