Pyaar Itna Dekar Jeena

 Hamara har lamha chura liya aapne,
aankhon ko ik chand dikha diya aapne.
Hamein zindagi to di kisi aur ne,
par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.